6 thoughts on “The Maidens of Jannat By Shaykh Mufti Zubair Bayat

  1. ma deendar banna chahta hon pehla kam kya karna paray ga aur woh kon konsay kam hain jo deendar bannay k liay zarori hain

  2. Aap sabse pehle Allah ne jo ham par farz kiya hai usko ada kare. Jaise namaz,roza, hajj,zakat etc.. Kisi bhi halat mein namaz ko na chore InshaALLAH ALLAH Taala ke taraf se hidayat aayega aur dua kare. Alim aur Ulama se taaluk rakhen. Maulana Saad sahab farmate hai ki tum agar kisi sifat ko apne andar lana chahte ho to sabse pehle uska dawat do. Misal k taur pe agar aap namaz pawandi k saath padhna chahte hai to uska dawat de yaani dusro masjid aur namaz ki taraf bulaye. Iss se ALLAH sabse pehle aapko namaz ada karne ki tofik denge.
    Alhamdu Lillahi Rabbil Aalamen.
    Jajak Allah.

  3. The best thing is to join the company of Deendars. Second is to read good Islahi books. And parhaiz is to avoid bai deen’s company either living persons or on TV internet etc.

  4. bhai mujhe ek kitab jiska nam hai HADIYAL ARWA ELA BILADIL AFRA by janiyul qayyum MOSTly in saudi arab padi jati hai…. iski jankari chahiye plzz pata kar ke bataiye …

  5. Mere Bhaiyon Mufti Imdad Ullah Anwar ne Jannat ke Haseen Nazaray se Book likhi Hai 680 pages ki best book on jannat Beautiful book Bhaiyon jaldi se buy karlo usko….Aur Hadi Al Arwah ki translation Molana Abdul Qudoos Qaran Sahb ne Jannat ke Nazaray se kia hai …i have bought both of them ….Madni Masjid Se mil Jaygi Inshallah ,Muslaman bhai se request hai k upload karadein…Mene pehle bhi bola tha …..

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.