آداب مبارشرت

Adaab e Mubashrat 0000

STRICTLY FOR ADULTS ONLY

اسلامی طور طریقہ پر جنسی معلومات اور شادی شدہ حضرات کے لیے بہترین رہنما کتاب 

Read Online

Adaab e Mubashrat 0000

(7.8 M)

AN IMPORTANT & MUST READ BOOK FOR EVERY TO BE MARRIED & MARRIED ADULT.

By Dr Aftab Ahmad


Discover more from E-Islamic Books

Subscribe to get the latest posts sent to your email.

26 thoughts on “آداب مبارشرت

  1. Assalamo Alykum,
    Boht itminaan huwa ye book online dekh k. Hamarey naujanwan isko parh k barahravi bach sakain gay.
    Sheikh Ibraheem palan Pori ki tTuhfa Tunnikah bhi upload kardain tu boht accha hoga

  2. mein ne is se achi islami site abi tak nahi dekhi Allah pak aap ki ye khidmaat qabool farmae dilli khushi hasil hoti he aap ki site dekhne se.

  3. Assalam O Alaikum
    MashaAllha sahi hades aur Quraan se jo hai hameh appne bataya Allha appko aur tareqi de hameh bohat sare malumat ho gye hain, ji main app se in addwat ke bare main jaanna chahata hun kiya app hameh homeopathic ki dawa de sakte hain kiya app ka reply ka intezar rahega,
    khuda hafiz

  4. Assalamualaikum mere paas adabe mubashrat part 4 hai aur baki hissa kha aur kaise mile ga pls rply.

  5. which medince is best for infertility. for child birth , i have one baby and after 3 years not have a child. can you send me medicine for pregnancy.

  6. iss kitab ka aik edition hai jiss mein mardoon aur aurto k masail aur un ka ilaaj hai who kitab bhi Dr.aftab ahmed shah ne tehreer ki hai us ku ager koi upload kardai tu bohat acha hoga waise ye bhi bohat achi kitab hai

  7. assalamu alaykum..
    mashah allah bahut hi achi kitab hai “aadab – e – mubashrat”
    maine is kitab ko read kiya or inshah allah ta aala puri tarah se in sabhi baato par amal karunga.
    doc sahab aapke homyopethik se mujhe kuch dawaiya mangwani hai or apse apna ilaaj karana hai.
    to baraye mahrbani aap apna pura address bataye jisse mai apna ijaj karane waha a saku.
    shukriya ….

  8. assalamo alaykum doc sahab main urdu kitab bhi pada hun our aaj online padkar bahut khush hun main isliy khush hun ke harnojawan padkar faida utha sakta hai our main har musalman bhai se guzarish kartahunke yah kitab ek martaba zarur pade our doc sahab app apna email adress ya phone zarur bhejain take app se kantekt kar sakun

  9. HOW TO DOWNLOAD THIS BOOK.
    Aadaab-e-Mubashrat DOWNLOAD karne ka ye trika hay k pehle aap is book ko open karen read online par click kar k jab book open ho jae to left side par upar ki janib “Aadaab-e-Mubashrat” likha hoga us par click karden to aik aur web side khul jaegi us web side par left side par VIEW THE BOOK hoga janha book flash ho rahi hogi wanha par read online k nichay “PDF” likha hoga us par click karden to wo book “Acrobat reader” par khul jaegi ab aap yanha se is book ko save karen save ka option nichay hoga agar aap Google chrome use kar rahe hain aur agar Internet explorer use kar rahe hain to PDF par jab aap click karenge to save ka option aajega. Aap k paas “Acrobat reader” install hona zarori hay warna book open nahi hogi. JAZAKAALLAH

  10. A very educational and informative text written in polite and modest language in the light of the Quran and Sunnah for all to understand. I hate reading books in english regarding this topic as it is a language with limited adab adaab and thus makes it uncomfortable to read the material at times. Yeh bohat hi behtreen kitaab hai aur har naujawaan ko parhni chahiye – it will answer many of their questions and doubts relating to many areas which we would otherwise feel a bit shy to ask in person

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

Discover more from E-Islamic Books

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading