6 thoughts on “Aap Beeti By Shaykh Muhammad Zakariyya Kandhelvi (r.a)

  1. mashaALLAh jazakALLAH musalman bhai buhat achee kitab aur buhat hee umda kitab share k ha ALLAH SWT hum sab ko hazrat shaikh-ul-hadith k kitab ko parhne aur amal kerne k taufeeq atta fermae aameen

  2. hazrat dil se maaf chahta hoo. asal ma maine sunna tha k aap beeti k 7 volumes ha. iss liye ma ye samjh betha k shayad ye 2 volumes ha. iss liye ghalti hue.
    aap k buhat shukria k aap ne tasheeh kerdi
    jazakALLAH k chashm-um-baaz kerdi.

  3. hazrat eik guzarish aur wo ye k Hazrat Shaikh-ul-hadith k kitab Rissal-e-Strike bhe share kerdain tu buhat meharbaani hogi. buhat arse se intezaar ker raha hoo. kahin mil bhe nahi raha. umeed k aap iss ma bhe mayoos nahi kerain ga.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.