5 thoughts on “Deobandiyat Ki Tatheer Zaroori Hai By Shaykh Mufti Muhammad Saeed Khan

  1. Hazrate wala Assalamo alaikum bht he nice sharing hai Allah qubool farmae.chand ktabun k bare main darkhawst hai k yahan upload ke dain yahan sy down loading main asani hti hai.jazakAllah o khair…faisla kum munazra][2]aik munazra jo ho na saka[3]fatuhaate nomania[4]noor o bashar by imam Sarfaraz safdar(r.A)[5]razakhaniat aur taqdeese Harmain sharefain[6]brailvio ka chalesvaan[7]tehreeke azadi aur ulamae deoband ka kirdar or brailviat ka makroh chehrah[8]dr tahir ul qadri by shaikh Mehmood hadoti[9]fatah breli ka dilkash nazara[10]ala hzrat ka hafza ek tehqiqi jaiza[11]brelviat by ehsan elahe zaheer…..dear brother ap sy umeed hai k ye books yahan zrur upload kr k hmari dheron duaen lain ge…plzzz mayos na kejeye ga;jazakALLAH

  2. jaza kum ullah to shre the mufti muhammad saeed khan book trnaslation, i am really appreciated you for this sir, hope that you will keep it up and will share the book HAYAT UL HAIWAN

  3. Bhaiyo…ye website boht achha kaam kr rhi hai..Allah iski administration ko jaza i khair ataa frmaye…is website k zariye boht faiz phele ga…inshallah…bhai ik request hai…darj zail kutb bhi upload kr dein…mera kheyaal hai k in kutb ki is waqt shiaddat se zrurat hai…or goya ye buniyadi kutb hai apne mozooaat mein:
    1. Baab e Jannat by Sarfraz Khan Safdar r.a
    2. Izala Tur Rayb Ann Aqida Tu Ilm Ul Ghaib by sarfraz khan safdar r.a
    3. Buwariq Ul Ghaib by Manzoor Naumani r.a
    4. Aizah e Sunnat bajawab Misbah e Sunnat
    5. Tariyaaq e Akbar Bazuban e Safdar (mukamal) by Ameen Safdar Okarvi
    6. Tajalliyaat e Safdar (mukamal) by ameen safdar r.a or rashidiya fann e munazra ki kitab, or dars e nizami ki kutb bhi upload krna shuru krein or mutala e brelviyat mukamal 8 volumes to is waqt boht zruri hein

  4. BHAIJAN HAZRAT MOLANA MOLANA MOHAMMAD MOOSA ROHAANI BAAZI R.A KI URDU BOOKS SHARE KARADEIN BARI MEHERBANI HOGI KARACHI MEIN KAHIN NAI AVAILABLE.SIRF 1 MILI MUJHE “AL BARAKAT UL MAKKIYAH” DUROOD SHARIF KI BUHUT KHOOBSURAT KITAB HAI YEH….AUR HAADI AL ARWAH IBN E QAYYAM R.A KI BOOK HAI JANNAT KI COMPLETE DETAILS HAIN ISMEIN ISKI URDU TRANSLATION MOLANA ABDUL QUDDUS QARAN SAHAB NE KI HAI PLZZ YEH SHARE KARAYEIN BHUT MEHERBANI HOGI APKI…….

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.