4 thoughts on “Nuqoosh -e- Raftagan By Shaykh Mufti Taqi Usmani

  1. jazakALLAh jazakALLAH musalman bhai buhat he umda kitab share k ha
    buhat arse se intezaar tha
    ALLAH SWT aap ko apni shayan-e-shayan iss ka badla atta fermae aameen.
    musalman bhai ma aap ko bata nahi sakta k aap k iss khidmet se kitna faeda ho raha ha aur kitne logoon k zindagee ma inqlaab aa raha ha
    khud meri zindagee aur mere shakhsiat ma buhat tabdeeli aae ha. jazakALLAH

  2. ajeeb| aise kitab k parhna shuroo kia tu aankhoon se aansoo jaari hogae
    hazrat ne kiss derd se likha ha.

  3. mashaALLAh musalman bhai agar hazrat k aur kitaabain
    adaaltee faisle
    islah-e-muashraa
    ferd k islah
    maa’sar hazrat aarfi
    bhe share kerdain tu buhat faeda hoga jazakALLAH

  4. Bhai main india se hu . Mujhe Mufti Taqi Usmani sahab ki sabhi kitab bahut pasand hai . Par mujhe malum nahi main in kitabon ki hard copy kiase hansil karun. Scanned copy ka printout theek nah ata hai aur mere walidayen aur dost ahbab soft/scanned copy ko computer par nahi padh sakte hain . plz help me faizan.iitm@gmail.com

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.