تجلیات صفدر
تجلیات صفدر محمد امین صفدر اوکاڑوی
Tajalliyat e Safdar
By Shaykh Muhammad Ameen Safdar Okarvi (r.a)
Read Online
Volume 1 Volume 2 Volume 3 Volume 4 Volume 5 Volume 6 Volume 7
Download
Volume 1 Volume 2 Volume 3 Volume 4 Volume 5 Volume 6 Volume 7
Discover more from E-Islamic Books
Subscribe to get the latest posts sent to your email.
mashaALLAH musalman bhai buhat hee umdaa aur aham kitab share k ha. ALLAH SWT ne moulana AMEEN Safder Okarvi RH se jiss tarh gumrah firqoon k naakoon chanee chabwae uss ko parh ker hamain shuker aur gumrah logoon ko ibrat leni chahiye.
jazakALLAH
agar iss k sath mufti taqi usmani sahab DB k kitab
Bible se quran tek
Nuqoosh-e-raftagaaan
bhe share kerdain tu buhat faeda hoga jazakALLAH
Jazak Allah
I have downloaded the complete book. But I found that volume-1 contains only 298 pages. Total pages of book as give in index are 653. I have a request that please upload complete book.
I KNOW BROTHER, INSHALLAH SOON.
Assalamalaikum.
Maulna Muhammad Ameen Safdar Okarvi (r.a) ki “Tajalliyat -e- Safdar” hazaro sawalo ka zawab hai. Ye kitab Hazrat ki ilmi majameen ka mustanad majmuahai. Lekin Kuch arsa pehle iski Pehli Zild ka mutala internet se download karke kiya. Padhne mai dushwari ho rahi thi to chorna pada. India mai ye kitab chapa aur mere hato v agaya. Lekin koi faida nahi hua. Wajah iski ye thi k soft copy ki tarha hard copy v sahi se chapa nahi aur katib ne to spelling mistake ki had kardi. Agar kisis k paas Pehli Zild ki sahi copy hoto please share karay.
Jazak Allah
salam to aall
brothers
jab ye kitab me ne parhi to chand din baad mere paas aik ahli hadees ka aadmi mere paas aaya or kehne lga
aao bhai deen ki batein karein
chananche IDAREY ME ME DARHI WALA ME HI THA to us ne munazra shuru kar dia ….or hanfi par iatraz shuru kar diye
me ne ye kitab parhi thi …. or is se faida hasil kia is lye us
poorey idarey k samne ruswa kia..
phir wo nokri se bhaag gya..
GEO TO AISEY
masha Allah jazk Allah